RANJEET want legal advice from lawyer in india

Mere dada g ko 25 bigha jamin aloutment huie thi jiska hame kafi samay pta nahi chala tha 1990 me hame hamari jamin ke pukhta report mili uske baad jab hamne apani jamin ke bare me pucha toe advocate ne bataya ki apki jamin par kisi ne najayas tarike se kabja Kar rakha h jab hamne unse bat ki toe unhone hame 25bigha me se 10bigha jamin de di uske bad hamne baki ki jamin ka kase daraj karwaya uske bad court ka fainsla hamre haq me ho gya par kisi Karan vas ham court me nahi pahunch sake aur us advocate ne vo sare documents kabja wali parti ko de diye ab mere dada g ki jamin ke 10bigha hamare name par h aur baki ke 15bigha unke nam par h jabki SC category ki jamin OBC category ke nam nahi hoti h phir koun sa Karan h ki jamin unke name par kaise Ho gayie please help me

Want to help this user who need your help?
Join our network and get chance to help those people everyday

Click Here To Join Our Network


Already a network lawyer?
Login here to help this user

Click Here To login

After contacted client, add feedback to follow up